Hindi Shayari - Kabhi Sochti Hoon

Kabhi Sochti Hoon Yeh Lehrein
Tat Tak Aakar Laut Kyun Jati Hain
Karti Hain Kinare Se Bewafai
Ya Sagar Se Wafa Nibhati Hain...!!!


 (Aashi)


No comments:

Post a Comment